Saturday, November 07, 2009

one more...

Loved this song... and it was quite a surprise in this movie... very well shot.. must watch (preferably in the movie)

Movie: Ajab Prem ki Ghazab kahani
Song: tu jaane na
Music Director: Pritam Chakraborty
Singer: Atif Aslam
Lyrics: Irshad Kamil

Kaise Batayein, Kyu Tujh ko Chahe, Yaara bata na Paaye
Baatein dilo ki, Dekho Jo Baaki, Aankhein tujhe Samjhaye
Tu Jaane Na, Tu Jaane Na, Tu Jaane Na, Tu Jaane Na

mil ke bhi, Hum na Mile, tumse na jaane Kyu,
Milo ke hai Fansle.Tumse Na jaane kyu
Anjaane Hai SilSile, Tum Se Na Jaane Kyu,
Sapno hai Palko Tale, Tum Se Na Jaane Kyu,

Kaise Batayein, Kyu Tujh ko Chahe, Yaara bata na Paaye
Baatein dilo ki, Dekho Jo Baaki, Aankhein tujhe Samjhaye
Tu Jaane Na, Tu Jaane Na, Tu Jaane Na, Tu Jaane Na

Nigahon mein dekho, meri jo hai bas gaya, woh hai milta tumse, hu ba hu..
Jaane teri Aankhein thi, ya baatein thi, Wajah..
hue tum jo, dil ki aarzoo
tum pass ho ke bhi, tum aas ho ke bhi, ehsaas ho ke bhi…
apne nahi.. aise hai hum ko gileh.. tumse najaane kyu..
meelo ke hai fansle, tum se na jaane kyu..
tu jaane na..tu jaane na..tu jaane na..
ohh jaane na. jaane na, jaane natu jaane na..

Khayalon mein laakohn baatein, yu toh keh gaya,
bola kuch na tere sahmney..
hue na begaane bhi tum hoke, aur dekho tum mere hi na bane..
afsos hota hai, dil bhi yeh rota hai
Sapne sanjota hoa.. pagla hua, soche yeh..
hum the mile tume se na jaane kyu,
meelo ke hai fansle tum se na jaane kyu..

Kaise Batayein, Kyu Tujh ko Chahe, Yaara bata na Paaye
Baatein dilo ki, Dekho Jo Baaki, Aankhein tujhe Samjhaye
Tu Jaane Na,Tu Jaane Na.

1 comment:

ecofatigue said...

Yes, I quite liked the whole picturization of the song as well...